AmirKhan8746 wrote:AGHAIN SLAM ... brother meray cxn aik dubai nd aik Saudia main hota hai and mamoo America hoty hain to kya koi asia tariqa hai k jis say woo wahan account bnain wo main yahan put kar doun r withdraw wo wahan sy karwain??
and meray pas ABL ka debit card b hai aur payooneer b verified hai so koi acha mashwra dain...
tu yahe sa account bna ke paypal ka payoneer card attach ker do and bank account bhe jo payoneer wala data han .phir bank option sa jo withdraw kero ga wo payoneer ma jaya ga