naveedkamalia wrote:Mere Aziz Dosto task kis time pe atay hain is ka kuch kaha nahi ja sakta.
main aik din task karnay laga to mujhay 7 cent ka task mila us main sirf yes kar k submit karwana tha main ne us din 2 sites pe taqreeban 600 task kiye us waqat mera dil tha k main apne pakistani bhaion ko is k baray main bataon k wo bhi is se mustafeed ho sakain lakin kisi ka contact nahi tha main kisi ko nahi bata saka
main soch raha hun k kiun na hum apnay contact forum main likh dain ta k jab bhi koi acha easy ya is tarha ka task aaye to aik doosray ko may be sms , face book ya kisi or tareeqay se bata sakain ta k sab ka faida ho
aap logon ki is baray main kia rai hai aisa koi kaam hona chahiye.![]()
![]()
aap sab logon ki duaon ka talib
Muhammad Naveed
Dear naveedkamalia bro ya kaam to ham bhe karna chatay han lakin ni kar sakta bcz forum k rool k khilaaf ha ya ap apna contact no ya email post ni kar saktay or na he koi external link post kar saktay han agar ham nay aisa keya to hamay Clixsense admin forum per block kar dy ga or phr ham posting bhe ni kar saktay han or shayad hamara account he suspend ho jay so aisa ham ni kar saktay han