#5 by thumbsupkhan » Thu Aug 08, 2013 22:36
blogs hota kiya hy, simple mai samaj lo. aik kahani he sunn lo.
karachi k aik ilaqay korangi k aik makan mai din 8:30 minute par aik aurat ne apni bachi k saath wo zulam kar diya, jin ko sunn kar saary insaano k kaan karhy ho jatay hy, ALLAH wo zulam kisi insaan k saath na karay, us zulam ko sunn kar har insaan ronay laga, aisa lagta tha jaisay korangi mai aansowo ka samandar aa gaya ho, par maa k haath na rukay, bachi roti rahi, chilati rahi, ammi k aagay haath jorh liye, faryad karnay lagi, par mamta ko raham na aya, waqiyat k mutabiq jab nani se phool jaisy kali so rahi thi tu us ki ammi mehreen ne us ghareeb bachi ko naram se bistar se zabardasti uthaya, bachi roti rahi k maa, mujhy neend aa rahi hy, par maa ka bartawo aisa tha jaisay us ki sotaili maa ho, zabardasti nani simran ko nehlaya, us ko tayar kiya, aur usy basta de kar school bhaij diya.
blog isay kehty hy. samaj gayi aap maheen ya aur samjawo.